+this mine personal thoughts about time THE PURPOSE OF THIS BLOG TO SHARE MY POINT OF VIEW FOR TIME 2025 ki shuruat se hi main apne time ka record rakhane laga specialy screen time maine 3200 hours se bhi jyada samay maine mobile dekhane me bita diye kahte hai agar koi insan 10,000 hours kisi skill me kaam kare to vah expert ban sakta hai lekin mainre to ek saal me hi 3000 hours ka naas kiya es samay me meri college ki study, kuch courses bhi samil hai lekin vah bahut kaam abhi main aur bhi data ka record kar raha hu . kya ek din me ek kaam ko karna itna kahin hai ? kuch din pahle hi maine instagram download kiya 8-8 ghante 3 ya 4 din me barbad hua main sochta hu aaj se kuch saal pahle jaise 6 dec 2021 ko yah opppo ka phone mila tab soch raha tha ki yt videos, good study karunga aur 12th ke end tak sochta tha yah phone fek du taki exams ki tiyari achhe se ki ja sake, phone gyan ka khajana hai kuch bhi sikha ja sakta hai agar duruyog kare to yah smay b...
Uppare और Lower में अन्तर इसे कई Culture में कई अलग अलग नामों से जाना जाता है, Racism, जातिवाद, Diffrence, गरीब, कमजोर, small, आदि ये सभी अन्तर बताते है, और अन्तर हमेशा भेदभाव, diffrence, या uppar और lower को अलग बनाते है। यह खत्म होने के लिए सभी इंसानों को आदर्श इंसान बनाना होगा, इसलिए हम कहते है इसे खत्म नहीं कर सकते पर नाम बदल सकते है, नाम बदलना एक जादू है, हमारे आस पास जो बेकार को भी उपयोगी बना देती है, नाम एक cover जैसा है, जो main हिस्से छिपा के रखता है,
hame chhoti chijo ko chhota nahi samjana chahia un par dhayan dena aur janna kaise unka use kar sakte hain , aksar jab hum ek level par hote hai to hame us level tak ki bate samj aati hai, hum apne se chhote aur bade level ko nahi samj pate hai, Business jab jyada loss ho ya financial conditon kharab ho rahi ho tab hame kisi aur business par shift hone ki taiyari trail shuru karna chahia mere anusar hame apna kam se kam samay laga kar aur kam income dene wala business ho use bhi shuru karne me nahi hichkichana chahia ye backup ke lia ho, shunya se sikhana aur kaam karna samay kai barbadi lagta lekin yah barbad samay sahi kaam me lagaye gaye samay se jyada mulyvan hota hai, jaise hum ek person hu ek new tech market me popular hua jaise AI , ab ese scratch se sikhane me 200 - 300 ghante lag sakte sab kuch janne me yah aasan hi hai lekin jyada age ke samany log sikh nahi pate, aur piche rah jate hain ya job lose karte hain, logo ke pass reason hota hai main jyada bada hu ya ab p...